Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Saira Banu
Home Saira Banu
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jab se bani hai ye duniyaa pyaar sanam hai pyaar khuda jab se bani hai ye duniyaa pyaar sanam hai pyaar khuda aao pyaar karen pyaar karen aao pyaar karen aao pyaar karen pyaar karen aao pyaar karen wo dil dil hi nahin jo na ho beqaraar aankh wo kya jis mein nahin kisi ka intezaar wo dil dil hi nahin jo na ho beqaraar aankh wo kya jis mein nahin kisi ka intezaar kitni bhi ho ye duniyaa haseen pyaar nahin to kuchh bhi nahin aao pyaar karen pyaar karen aao pyaar karen aao pyaar karen pyaar karen aao pyaar karen duniyaa ke har ghum ki pyaar hi hai dawaa kyun na rahen dil mein sadaa pyaar hi ka nasha duniyaa ke har ghum ki pyaar hi hai dawaa kyun na rahen dil mein sadaa pyaar hi ka nasha apna saathi saath mein len pyaar ka daaman haath mein len aao pyaar karen pyaar karen aao pyaar karen aao pyaar karen pyaar karen aao pyaar karen pyaar ki dhun mein magan chalta rahe carvaan soch ye kyun fikr ye kyun manzilen hai kahaan pyaar ki dhun mein magan chalta rahe carvaan soch
dekha maine dekha haa haa dekha maine dekha sapno ki ek raani ko roop ki ek mastani ko masti bhari jawaani ko haye re haye maine dekha maine dekha haye haye dekha maine dekha dekha maine dekha haa thi badi wo chanchal haye le gayi dil matwaala mera le gayi dil matwaala pyaar ko kya samjhe tu ghoda chalane waala ghoda gaadi chalane waala thodi si wo kaali thi thodi si wo kaali thi badi hi gusse waali thi lekin wo dilwali thi jisko maine dekhaa maine dekha haye haye dekha maine dekha dekha haan maine dekhaa tan se aanchal khiska chham se wo jab nikli chham se wo jab nikli loot ke le gayi mehfil ban ke wo jab nikli haaye ban ke wo jab nikli sundar thi albeli thi sundar thi albeli thi lagti nayi naveli thi pyaar ki ek paheli thi jisko maine dekhaa maine dekha haye haye dekha maine dekha dekha maine dekhaa jee mera ye chaahe maang main uski bhar doon maang main uski bhar doon apna saara jeevan usko arpan kar doon main usko arpan kar doon duniyaa ko dikhlaunga duniyaa ko
hello hello sun sun sun re balam dil tujh ko pukaare chal chal chal re balam dil tujh ko pukaare sun sun sun sun re balam dil tujh ko pukaare chal chal chal chal re balam dil tujh ko pukaare kitna haseen hain aaj ka mausam main to sajji hoon aa mere baalam kitna haseen hain aaj ka mausam main to sajji hoon aa mere baalam dil ki tadap ko tu kya jaane haaye kahun kya dil ka aalam hello hello aa bhi jaa mere dil sun sun sun re balam dil tujh ko pukaare chal chal chal chal re balam dil tujh ko pukaare juhu ke kinaare aa ke milenge mil ke wahaan se door chalenge juhu ke kinaare aa ke milenge mil ke wahaan se door chalenge dekh ke apna pyaar muhabbat jalne waale aur jalenge hello hello yaad rakhna jaldi aana sun sun sun re balam dil tujh ko pukaare chal chal chal chal re balam dil tujh ko pukaare chaand sitaare kar ke ishaare teer humare dil mein utare tu jo nahin to jeevan soona tere dam se saari bahaaren hello hello tumse pyaar hai sach kehti hoon sun sun sun re balam
mubaaraq dene aaye the mubaaraq de ke jaate hain mila hai bahot kuchh seene mein jo hum le ke jaate hain hum to jaate apne gaaon apni raam raam raam hum to jaate apne gaaon apni raam raam raam apni raam raam raam sabko raam raam raam apni raam raam raam sabko raam raam raam hum to jaate apne gaaon apni raam raam raam sabko raam raam raam kabhi jo keh naa paaye baat wo honthon pe ab aayi honthon pe ab aayi kabhi jo keh naa paaye baat wo honthon pe ab aayi honthon pe ab aayi adaalat uth chuki hai ab karega kaun sunwaayi karega kaun sunwaayi hum to jaate apne gaaon apni raam raam raam sabko raam raam raam apni raam raam raam hum to jaate apne gaaon apni raam raam raam sabko raam raam raam huyi ho bhool koi to use dil se bhula dena use dil se bhula dena huyi ho bhool koi to use dil se bhula dena use dil se bhula dena koi deewana tha baaton pe uski dhyaan kya dena dhyaan kya dena hum to jaate apne gaaon apni raam raam raam apni raam raam raam sabko raam raam raam hum to
husn ko chaand jawaani ko kanwal kehte hain koi soorat nazar aaye to ghazal kehte hain ho tirsa triya triya triya triya triyana haaye mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko muhabbat mil gayi mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko muhabbat mil gayi aakhir dukhte dil ko mere dard se fursat mil gayi hoye mil gayi mil gayi ho mil gayi re mujhko muhabbat mil gayi gulshan ke angin phoolon mein phool sa ye albela chehra duniyaa bhar ke hanseen chehron mein sabse alag akela chehra sabse alag akela chehra aaj wo mere saamne hai jinse tabiyat mil gayi aakhir dukhte dil ko mere dard se fursat mil gayi mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko muhabbat mil gayi alladpan allmasti unki uss par unka ye bholapan rukhsat se pehle milte ho jaise jawanni aur ladakpan jaise jawanni aur ladakpan hum hi hum hain jab se humen pyaar ki daulat mil gayi aakhir dukhte dil ko mere dard se fursat mil gayi hoye mil gayi hoye mil gayi haaye mil gayi re mujhko muhabbat mil gayi ussne kaha dil hai to laao
ho neele parbaton ki dhaara aayi dhundhne kinaara badi door se sab ko sahaara chaahiye koi hamaara chaahiye ho neele parbaton ki dhaara aayi dhundhne kinaara badi door se sab ko sahaara chaahiye koi hamaara chaahiye la la la la la lal lalal lala la la la la lala la la la la la la la lalal lira lara lala lara lala la lalal lira lara lala lara lala la phool mein jaise phool ki khushboo dil mein hai yun tera basera dharti se ambar tak phaila chaahat ki baahon ka ghera hohoho ho neele parbaton ki dhaara aayi dhundhne kinaara badi door se sab ko sahaara chaahiye koi hamaara chaahiye la la la la la aha ha ha ha ha ha la la la la la aha ha ha ha ha ha ha la la la lira lara lala lara lala la la la la lira lara lala lara lala la suraj peechhe ghoome dharti saanjh ke peechhe ghoome savera jis naate ne inko baandha woh naata hai tera mera hohoho ho neele parbaton ki dhaara aayi dhundhne kinaara badi door se sab ko sahaara chaahiye koi hamaara chaahiye ho neele parbaton ki
surahidar gardan koyal si hai awaaz teri har ek baat pe mujhko hai bada naaz surahidar gardan koyal si hai awaaz teri har ek baat pe mujhko hai bada naaz kaajal bhari aankhon mein haya dekh raha hoon kaajal bhari aankhon mein haya dekh raha hoon maasoom adaon mein wafa dekh raha hoon maasoom adaon mein wafa dekh raha hoon milte nahin duniyan ke haseenon mein ye andaaz teri har ek baat pe mujhko hai bada naaz surahidar gardan koyal si hai awaaz teri har ek baat pe mujhko hai bada naaz aayi thi khayalon mein jo tasveer tu hi hai aayi thi khayalon mein jo tasveer tu hi hai likhi hai lakeeron mein jo takdeer tu hi hai likhi hai lakeeron mein jo takdeer tu hi hai pehli hi mulaqaat mein sab khul gaye the raaz teri har ek baat pe mujhko hai bada naaz surahidar gardan koyal si hai awaaz teri har ek baat pe mujhko hai bada naaz jiss raah se gujrun tu mere saath rahegi jiss raah se gujrun tu mere saath rahegi tu aakhri dum tak bhi mere paas rahegi tu aakhri dum tak bhi mere
heyyy tu na mili to tu na mili to hum jogi ban jayenge tu na mili to o o o oo tu na mili to hum jogi ban jayenge tu na mili to saari umariya ko rogi ban jayenge tu na mili to tu na mili to hum jogi ban jayenge tu na mili to o mere sapnon ki rani tujhpe nichhawar meri jawani aa teri tasveer bata doon aa teri tasveer bata doon cheer ke apna seena dikha doon ram base hanuman ke dil mein tu mere dil ki mehfil mein tujhko agar ho koi shanka jala de apne dil ki lanka tere saamne hanste huye jal jayenge tu na mili to haan tu na mili to hum jogi ban jayenge tu na mili to aur sun tere milan mein sukh hain saare tere darshan sabse pyare tu mehke jaise raat ki rani tu mehke jaise raat ki rani ang ang se chhalke jawani toone bahut mere dil ko jalaya daal de ab zulfon ka saaya kamal kali si teri kaya roop menka jaisa paya tujhe dekh ke jogi bhi bhogi ban jayenge tu na mili to haan tu na mili to hum jogi ban jayenge tu na mili to saari umariya ko rogi ban jayenge tu na mili to
naa to pe jor chale naa bas mein mor jiyaaaa jatan bata main kaa karun o re bedardii eee piyaaa tumre sang to rain bitaayi kahaan bitaaun din tumre sang to rain bitaayi kahaan bitaaun din hmm rain ka sapna beet gaya ab din mein taare gin tumre sang to rain bitaayi kahaan bitaaun din hmm rain ka sapna beet gaya ab din mein taare gin hey taare gin gin ke baras bhaye solaah hey kaise deewane pe mann tora dola hey taare gin gin ke baras bhaye solaah kaise deewane pe mann tora dola aag lagaayi ke haaye re julmi banta hai bhola aag lagaayi ke haaye re julmi banta hai bhola rog bikat hai prem ka pagli tadpegi niss din ho chhadi jawaani sahi naa jaaye rasiyaa tohre bin tumre sang to rain bitaayi kahaan bitaaun din hey gori gori phansi jaiho pahin mora kangna heyyy phir bhi matak ke phirungi tore angna gori phansi jaiho pahin mora kangna phir bhi matak ke phirungi tore angna kaahe mere sang chaahe kaanton pe chalna tumre sang to rain bitaayi kahaan bitaaun din
zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal isse khona nahin kho ke rona nahin isse khona nahin kho ke rona nahin zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal tere girne mein bhi teri haar nahin ke tu aadmi hai avtaar nahin tere girne mein bhi teri haar nahin ke tu aadmi hai avtaar nahin jo ho des wo bhes bana pyaare chale jaise bhi kaam chala pyaare pyaare tu ghum naa kar zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal jahaan sach naa chale wahaan jhooth sahi jahaan haq naa mile wahaan loot sahi jahaan sach naa chale wahaan jhooth sahi jahaan haq naa mile wahaan loot sahi yahaan chor hai sab koi saadh nahin sukh dhundh le sukh apraadh nahin pyaare tu ghum naa kar zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal isse khona nahin kho ke rona nahin isse khona nahin kho ke rona nahin zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal zindagiiii
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aao Pyaar Karen Aao Pyar Karen (1964) 04:14 12578
 
Poster of Aao Pyar Karen (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Saira Banu
Duration : 04:14   Song Number : 12578   

Dekha Maine Dekha Victoria No 203 (1972) 04:30 14395
 
Poster of Victoria No 203 (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal, Saira Banu
Duration : 04:30   Song Number : 14395   

Hello Hello Sun Sun Pyar Mohabbat (1966) 03:35 14021
 
Poster of Pyar Mohabbat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
On Screen Actors- 
Dev Anand, Saira Banu
Duration : 03:35   Song Number : 14021   

Hum To Jaate Apne Gaon Diwana (1967) 04:18 13039
 
Poster of Diwana (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Saira Banu, Others
Duration : 04:18   Song Number : 13039   

Mujhko Muhabbat Mil Gayi Pyar Mohabbat (1966) 06:07 14022
 
Poster of Pyar Mohabbat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Saira Banu
Duration : 06:07   Song Number : 14022   

Neele Parbaton Ki Aadmi Aur Insaan (1969) 03:13 32048
 
Poster of Aadmi Aur Insaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Saira Banu
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:13   Song Number : 32048   

Surahidar Gardan Koyel Si Hai Awaz Aman (1967) 05:02 15547
 
Poster of Aman (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Saira Banu
Duration : 05:02   Song Number : 15547   

Tu Na Mili To Hum Jogi Victoria No 203 (1972) 03:44 32641
 
Poster of Victoria No 203 (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal, Saira Banu
Duration : 03:44   Song Number : 32641   

Tumre Sang To Rain Sagina (1974) 04:02 14113
 
Poster of Sagina (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Saira Banu
Duration : 04:02   Song Number : 14113   

Zindagi Hansne Gaane Zameer (1975) 03:37 14447
 
Poster of Zameer (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Sapan Chakraborty
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:37   Song Number : 14447   
Karaoke Songs of Saira Banu, Sad Songs of Saira Banu, Love Songs of Saira Banu, Dance Songs of Saira Banu, Hip-hop songs of Saira Banu, Best songs of Saira Banu, Super hit songs of Saira Banu, hit songs of Saira Banu, duet songs of Saira Banu, solo songs of Saira Banu, old songs of Saira Banu, famous songs of Saira Banu, Hindi Karaoke Songs of Saira Banu, Hindi Sad Songs of Saira Banu, Hindi Love Songs of Saira Banu, Hindi Dance Songs of Saira Banu, Hindi Hip-hop songs of Saira Banu, best Hindi songs of Saira Banu, super hit Hindi songs of Saira Banu, hit Hindi songs of Saira Banu, duet Hindi songs of Saira Banu, solo Hindi songs of Saira Banu, old Hindi songs of Saira Banu, famous Hindi songs of Saira Banu, Sing Along Songs of Saira Banu, Sing Along Sad Songs of Saira Banu, Sing Along Love Songs of Saira Banu, Sing Along Dance Songs of Saira Banu, Sing Along Hip-hop songs of Saira Banu, Sing Along Best songs of Saira Banu, Sing Along Super hit songs of Saira Banu, Sing Along hit songs of Saira Banu, Sing Along duet songs of Saira Banu, Sing Along solo songs of Saira Banu, Sing Along old songs of Saira Banu, Sing Along famous songs of Saira Banu